andheri raat ko main roz-e-ishq samjha thaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherandheri raat ko main roz-e-ishq samjha tha charagh tu ne jalaya to dil bujha mera Continue Reading... Share on:
ai raat mujhe man ki tarah god mein le leShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherai raat mujhe man ki tarah god mein le le din bhar ki mashaqqat se badan tut raha hai Continue Reading... Share on:
mai ho saghar mein ki KHun raat guzar jaegiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmai ho saghar mein ki khun raat guzar jaegi dil ko gham ho ki sukun raat guzar jaegi dekhna ye hai ki andaz-e-sahar kya honge yun to arbab-e-junun raat guzar jaegi [...] Continue Reading... Share on:
aur koi dam ki mehman hai guzar jaegi raatShayari By 22 Nov 2020 02:57:50 AMGhazalaur koi dam ki mehman hai guzar jaegi raat dhalte dhalte aap-apni maut mar jaegi raat zindagi mein aur bhi kuchh zahr bhar jaegi raat ab agar thahri rag-o-pai mein utar jaegi raat [...] Continue Reading... Share on:
gunjta hai nala-e-mahtab aadhi raat koShayari By 19 Nov 2020 01:09:00 AMGhazalgunjta hai nala-e-mahtab aadhi raat ko tut jate hain suhane khwab aadhi raat ko bhagte sayon ki chikhen tutte taron ka shor main hun aur ek mahshar-e-be-khwab aadhi raat ko [...] Continue Reading... Share on:
pahle nahai os mein phir aansuon mein raatShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherpahle nahai os mein phir aansuon mein raat yun bund bund utri hamare gharon mein raat Continue Reading... Share on: