jab koi leta hai mere samne nam-e-ghazalShayari By Amjad Najmi25 Oct 2020 12:32:23 AMGhazaljab koi leta hai mere samne nam-e-ghazal yaad aata hai mujhe ek nazuk-andam-e-ghazal us harim-e-naz us khalwat-sara-e-raaz mein barha jazbaat ne bandha hai ehram-e-ghazal [...] Continue Reading... Share on:
jo dikh raha usi ke andar jo an-dikha hai wo shairi haiShayari By Ahmad Salman23 Oct 2020 09:14:33 PMGhazaljo dikh raha usi ke andar jo an-dikha hai wo shairi hai jo kah saka tha wo kah chuka hun jo rah gaya hai wo shairi hai ye shahr sara to raushni mein khila pada hai so kya likhun main wo dur jangal ki jhonpadi mein jo ek diya hai wo shairi hai [...] Continue Reading... Share on:
pani le sakte hain dariya se magar kuze mein humAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMQitapani le sakte hain dariya se magar kuze mein hum bahte dariya ki rawani band kar sakte nahin sher yun kahne ko kah len lekin 'akhtar' sach ye hai dil ke mahsusat ko lafzon mein bhar sakte nahin Continue Reading... Share on:
KHun-bhare jam unDelta hun mainAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMQitakhun-bhare jam undelta hun main tis aur dard jhelta hun main tum samajhte ho sher kahta hun apne zakhmon se khelta hun main Continue Reading... Share on:
din guzarta hai unki yaadon meinAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMQitadin guzarta hai un ki yaadon mein raushan ashkon se raat karta hun main to kahta nahin hun sher kabhi dil ke zakhmon se baat karta hun Continue Reading... Share on: