teri duniya mein jine se to behtar hai ki mar jaenShayari By Sahir Ludhianvi26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalteri duniya mein jine se to behtar hai ki mar jaen wahi aansu wahi aahen wahi gham hai jidhar jaen koi to aisa ghar hota jahan se pyar mil jata wahi begane chehre hain jahan jaen jidhar jaen [...] Continue Reading... Share on:
ban-basShayari By Khalilur Rahman Azmi07 Nov 2020 10:25:06 PMNazmmain ki khud apni hi aawaz ke shoalon ka asir main ki khud apni hi zanjir ka zindani hun kaun samjhega jahan mein mere zakhmon ka hisab kis ko khush aaega is dahr mein ruhon ka azab [...] Continue Reading... Share on:
duniya ke sitam yaad na apni hi wafa yaadShayari By Jigar Moradabadi26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalduniya ke sitam yaad na apni hi wafa yaad ab mujh ko nahin kuchh bhi mohabbat ke siwa yaad main shikwa ba-lab tha mujhe ye bhi na raha yaad shayad ki mere bhulne wale ne kiya yaad [...] Continue Reading... Share on:
haq fath-yab mere KHuda kyun nahin huaShayari By Irfan Siddiqi26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhaq fath-yab mere khuda kyun nahin hua tu ne kaha tha tera kaha kyun nahin hua jab hashr isi zamin pe uthae gae to phir barpa yahin pe roz-e-jaza kyun nahin hua [...] Continue Reading... Share on:
ya mujhe afsar-e-shahana banaya hotaShayari By Bahadur Shah Zafar26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalya mujhe afsar-e-shahana banaya hota ya mera taj gadayana banaya hota apna diwana banaya mujhe hota tu ne kyun khirad-mand banaya na banaya hota [...] Continue Reading... Share on:
ab to shahron se KHabar aati hai diwanon kiShayari By Ahmad Nadeem Qasmi25 Oct 2020 08:05:49 PMGhazalab to shahron se khabar aati hai diwanon ki koi pahchan hi baqi nahin viranon ki apni poshak se hushyar ki khuddam-e-qadim dhajjiyan mangte hain apne garebanon ki [...] Continue Reading... Share on: