hindostanShayari By 19 Feb 2021 11:52:58 PMNazmnaqus se gharaz hai na matlab azan se hai mujh ko agar hai ishq to hindostan se hai tahzib-e-hind ka nahin chashma agar azal ye mauj-e-rang-rang phir aai kahan se hai [...] Continue Reading... Share on:
naqus se gharaz hai na matlab azan se haiShayari By 06 Feb 2021 01:15:03 AMShernaqus se gharaz hai na matlab azan se hai mujh ko agar hai ishq to hindostan se hai Continue Reading... Share on:
hai mohabbat is watan se apni miTTi se hameinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhai mohabbat is watan se apni mitti se hamein is liye apna karenge jaan-o-tan qurban hum Continue Reading... Share on:
be-zar hain jo jazba-e-hubb-ul-watani seShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherbe-zar hain jo jazba-e-hubb-ul-watani se wo log kisi se bhi mohabbat nahin karte Continue Reading... Share on:
inqalabShayari By 22 Nov 2020 07:31:07 PMNazmzamane ki hawa badli udhar rang-e-chaman badla gulon ne jab rawish badli anadil ne watan badla tariqa aashnai ka kabhi aisa na badla tha ki chaal ushshaq ne badli hasinon ne chalan badla [...] Continue Reading... Share on:
KHuda ai kash nazish jite-ji wo waqt bhi laeShayari By 22 Nov 2020 02:27:33 PMSherkhuda ai kash 'nazish' jite-ji wo waqt bhi lae ki jab hindostan kahlaega hindostan-e-azadi Continue Reading... Share on: