girte hue jab maine tera nam liya haiShayari By 27 Jan 2024 03:41:03 AMGhazalgirte hue jab main ne tera nam liya hai manzil ne wahin badh ke mujhe tham liya hai mai-khwar to hai mohtasib-e-shahr ziyaada rindon ne yunhi muft mein ilzam liya hai [...] Continue Reading... Share on:
har dhaDkan haijaani thi har KHamoshi tufani thiShayari By 20 Jan 2024 04:25:37 AMGhazalhar dhadkan haijaani thi har khamoshi tufani thi phir bhi mohabbat sirf musalsal milne ki aasani thi jis din us se baat hui thi us din bhi be-kaif tha main jis din us ka khat aaya hai us din bhi virani thi [...] Continue Reading... Share on:
ab ke tajdid-e-wafa ka nahin imkan jaananShayari By 16 Aug 2021 03:01:22 AMGhazalab ke tajdid-e-wafa ka nahin imkan jaanan yaad kya tujh ko dilaen tera paiman jaanan yunhi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hai kis qadar jald badal jate hain insan jaanan [...] Continue Reading... Share on:
tumhaare KHat mein naya ek salam kis ka thaShayari By 02 Aug 2021 11:26:13 PMGhazaltumhaare khat mein naya ek salam kis ka tha na tha raqib to aakhir wo nam kis ka tha that new greeting in your note, from whom was it do say if not my rival's signature, whose name was it then, pray? [...] Continue Reading... Share on:
apne ehsas se chhu kar mujhe sandal kar doShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalapne ehsas se chhu kar mujhe sandal kar do main ki sadiyon se adhura hun mukammal kar do na tumhein hosh rahe aur na mujhe hosh rahe is qadar tut ke chaho mujhe pagal kar do [...] Continue Reading... Share on:
zalim ki to aadat hai satata hi rahegaShayari By 24 Nov 2020 10:50:37 AMSherzalim ki to aadat hai satata hi rahega apni bhi tabiat hai bahalti hi rahegi Continue Reading... Share on: