sahra sagar sab paniShayari By 21 Nov 2020 08:46:00 PMGhazalsahra sagar sab pani sabza banjar sab pani awwal awwal pani tha aakhir aakhir sab pani [...] Continue Reading... Share on:
bala ki pyas thi hadd-e-nazar mein pani thaShayari By 05 Nov 2020 08:46:00 PMGhazalbala ki pyas thi hadd-e-nazar mein pani tha ki aaj khwab mein sahra tha ghar mein pani tha phir is ke baad meri raat be-misal hui udhar wo shoala-badan tha idhar mein pani tha [...] Continue Reading... Share on:
Duboegi buto ye jism dariya-bar pani meinShayari By 31 Oct 2020 10:23:44 AMGhazalduboegi buto ye jism dariya-bar pani mein banegi mauj bhi mere liye zunnar pani mein ghubar-e-dida-tar se takaddur dil ka zahir hai tamasha hai uthi mitti ki ek diwar pani mein [...] Continue Reading... Share on:
pani ne jise dhup ki miTTi se banayaShayari By 31 Oct 2020 06:06:10 AMSherpani ne jise dhup ki mitti se banaya wo daera-e-rabt bigadne ke liye tha Continue Reading... Share on:
harf apne hi maani ki tarah hota haiShayari By 30 Oct 2020 12:54:30 AMSherharf apne hi maani ki tarah hota hai pyas ka zaiqa pani ki tarah hota hai Continue Reading... Share on:
agar ai naKHuda tufan se laDne ka dam-KHam haiShayari By 02 Nov 2020 02:24:42 PMSheragar ai nakhuda tufan se ladne ka dam-kham hai idhar kashti na le aana yahan pani bahut kam hai Continue Reading... Share on: