agar fursat mile pani ki tahriron ko paDh lenaShayari By 05 Nov 2020 06:34:27 PMSheragar fursat mile pani ki tahriron ko padh lena har ek dariya hazaron sal ka afsana likhta hai Continue Reading... Share on:
sham aankhon mein aankh pani meinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsham aankhon mein aankh pani mein aur pani sara-e-fani mein jhilmilate hain kashtiyon mein diye pul khade so rahe hain pani mein [...] Continue Reading... Share on:
tamam raat chhaton par baras gaya paniShayari By 13 Nov 2020 02:18:59 PMGhazaltamam raat chhaton par baras gaya pani sawera hote hi basti mein bas gaya pani piya ki banhon mein dulhan ko kas gaya pani andheri raat mein birhan ko das gaya pani [...] Continue Reading... Share on:
har-chand be-nawa hai kore ghaDe ka paniShayari By 10 Nov 2020 06:47:59 PMGhazalhar-chand be-nawa hai kore ghade ka pani diwan 'mir' ka hai kore ghade ka pani uplon ki aag ab tak hathon se jhankti hai aankhon mein jagta hai kore ghade ka pani [...] Continue Reading... Share on:
kis ne bhige hue baalon se ye jhaTka paniShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkis ne bhige hue baalon se ye jhatka pani jhum ke aai ghata tut ke barsa pani Continue Reading... Share on:
ras un aankhon ka hai kahne ko zara sa paniShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalras un aankhon ka hai kahne ko zara sa pani sainkadon dub gae phir bhi hai itna pani aankh se bah nahin sakta hai bharam ka pani phut bhi jaega chhaala to na dega pani [...] Continue Reading... Share on: