din ek ke baad ek guzarte hue bhi dekhShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldin ek ke baad ek guzarte hue bhi dekh ek din tu apne aap ko marte hue bhi dekh har waqt khilte phul ki jaanib taka na kar murjha ke pattiyon ko bikharte hue bhi dekh [...] Continue Reading... Share on:
buton ko pujne walon ko kyun ilzam dete hoShayari By 10 Nov 2020 11:12:59 PMSherbuton ko pujne walon ko kyun ilzam dete ho daro us se ki jis ne un ko is qabil banaya hai Continue Reading... Share on:
mere fusun ne dikhai hai tere ruKH ki saharShayari By 14 Nov 2020 08:51:28 PMShermere fusun ne dikhai hai tere rukh ki sahar mere junun ne banai hai tere zulf ki sham Continue Reading... Share on:
hai fasilen uTha raha mujh meinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhai fasilen utha raha mujh mein jaane ye kaun aa raha mujh mein 'jaun' mujh ko jila-watan kar ke wo mere bin bhala raha mujh mein [...] Continue Reading... Share on:
rup ki dhup kahan jati hai malum nahinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherrup ki dhup kahan jati hai malum nahin sham kis tarah utar aati hai rukhsaron par Continue Reading... Share on:
zara socho to mere sath aisa kyun hua haiShayari By 31 Oct 2020 04:29:51 AMGhazalzara socho to mere sath aisa kyun hua hai badan tuta hua tha para para kyun hua hai khud apni mauj se begana dariya kyun hua hai jo hona hi nahin tha aaj aisa kyun hua hai [...] Continue Reading... Share on: