wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)Shayari By 02 Feb 2024 02:46:15 AMNazmhum dekhenge lazim hai ki hum bhi dekhenge wo din ki jis ka wada hai jo lauh-e-azal mein likhkha hai [...] Continue Reading... Share on:
zindan ki ek shamShayari By 01 Nov 2023 06:49:32 PMResistancesham ke pech-o-kham sitaron se zina zina utar rahi hai raat yun saba pas se guzarti hai jaise kah di kisi ne pyar ki baat [...] Continue Reading... Share on:
chand roz aur meri jaanShayari By 01 Nov 2023 06:43:02 PMResistancechand roz aur meri jaan faqat chand hi roz zulm ki chhanw mein dam lene pe majbur hain hum aur kuchh der sitam sah len tadap len ro len apne ajdad ki miras hai mazur hain hum [...] Continue Reading... Share on:
ye ehtijaj ajab hai KHilaf-e-tegh-e-sitamShayari By 29 Sep 2023 07:52:54 AMSherye ehtijaj ajab hai khilaf-e-tegh-e-sitam zamin mein jazb nahin ho raha hai khun mera Continue Reading... Share on:
hawa-e-zulm sochti hai kis bhanwar mein aa gaiShayari By 07 Aug 2022 07:20:20 PMSherhawa-e-zulm sochti hai kis bhanwar mein aa gai wo ek diya bujha to sainkadon diye jala gaya Continue Reading... Share on:
hazaron zulm hon mazlum par to chup rahe duniyaShayari By 17 Dec 2020 05:22:15 AMSherhazaron zulm hon mazlum par to chup rahe duniya agar mazlum kuchh bole to dahshat-gard kahti hai Continue Reading... Share on: