bazicha-e-atfal hai duniya mere aageShayari By 23 Feb 2024 09:15:26 AMGhazalbazicha-e-atfal hai duniya mere aage hota hai shab-o-roz tamasha mere aage just like a child's playground this world appears to me every single night and day, this spectacle i see [...] Continue Reading... Share on:
sare aalam par hun main chhaya huaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShersare aalam par hun main chhaya hua mustanad hai mera farmaya hua Continue Reading... Share on:
DhunDoge agar mulkon mulkon milne ke nahin nayab hain humShayari By 18 Nov 2020 02:46:56 AMSherdhundoge agar mulkon mulkon milne ke nahin nayab hain hum jo yaad na aae bhul ke phir ai ham-nafaso wo khwab hain hum Continue Reading... Share on:
zaban suKHan ko suKHan bankpan ko tarsegaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalzaban sukhan ko sukhan bankpan ko tarsega sukhan-kada meri tarz-e-sukhan ko tarsega nae piyale sahi tere daur mein saqi ye daur meri sharab-e-kuhan ko tarsega [...] Continue Reading... Share on:
hoga koi aisa bhi ki ghaalib ko na jaaneShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhoga koi aisa bhi ki 'ghaalib' ko na jaane shair to wo achchha hai pa badnam bahut hai Continue Reading... Share on:
hain aur bhi duniya mein suKHan-war bahut achchheShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhain aur bhi duniya mein sukhan-war bahut achchhe kahte hain ki 'ghaalib' ka hai andaz-e-bayan aur Continue Reading... Share on: