phir to sab hamdard bahut afsos ke sath ye kahte theShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalphir to sab hamdard bahut afsos ke sath ye kahte the khud hi lade bhanwar se kyun zahmat ki hum jo baithe the dilon ke ilmon se wo ujala tha har chehra kala tha yun to kisi ne apne bhed kisi ko nahin batae the [...] Continue Reading... Share on:
un ka gham un ka tasawwur unki yaadShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherun ka gham un ka tasawwur un ki yaad kat rahi hai zindagi aaram se Continue Reading... Share on:
baz-gashtShayari By 08 Nov 2020 07:26:38 PMNazmkhamushi rengti hai rahon par ek afsun-ba-dosh khwab liye raat ruk ruk ke sans leti hai apni zulmat ka bojh uthae hue [...] Continue Reading... Share on:
tasawwur zulf ka hai aur main hunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShertasawwur zulf ka hai aur main hun bala ka samna hai aur main hun Continue Reading... Share on:
puri hoti hain tasawwur mein umiden kya kyaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherpuri hoti hain tasawwur mein umiden kya kya dil mein sab kuchh hai magar pesh-e-nazar kuchh bhi nahin Continue Reading... Share on:
khul nahin sakti hain ab aankhen meriShayari By 04 Nov 2020 11:56:28 AMSherkhul nahin sakti hain ab aankhen meri ji mein ye kis ka tasawwur aa gaya Continue Reading... Share on: