guftugu (Hind Pak dosti ke nam)Shayari By 07 Nov 2020 05:00:43 PMNazmguftugu band na ho baat se baat chale subh tak sham-e-mulaqat chale hum pe hansti hui ye taron bhari raat chale [...] Continue Reading... Share on:
hum ahl-e-dil ne meayar-e-mohabbat bhi badal DaleShayari By 21 Nov 2020 04:26:08 PMSherhum ahl-e-dil ne meayar-e-mohabbat bhi badal dale jo gham har fard ka gham hai usi ko gham samajhte hain Continue Reading... Share on:
ek ho jaen to ban sakte hain KHurshid-e-mubinShayari By 23 Oct 2020 11:14:07 AMSherek ho jaen to ban sakte hain khurshid-e-mubin warna in bikhre hue taron se kya kaam bane Continue Reading... Share on:
jang to KHud hi ek masala haiShayari By 18 Sep 2020 03:00:41 PMSherjang to khud hi ek masala hai jang kya masalon ka hal degi Continue Reading... Share on:
ranjishen aisi hazar aapas mein hoti hain dilaShayari By 31 Jul 2020 04:38:31 PMSherranjishen aisi hazar aapas mein hoti hain dila wo agar tujh se khafa hai tu hi ja mil kya hua Continue Reading... Share on:
qaumi yak-jehtiAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMNazmwo tawaif kai mardon ko pahchanti hai shayad isi liye duniya ko ziyaada jaanti hai us ke kamre mein har mazhab ke bhagwan ki ek ek taswir latki hai ye taswiren leaderon ki taqriron ki tarah numaishi nahin us ka darwaza raat gae tak hindu muslim sikh isai har mazhab ke aadmi ke liye khula rahta hai khuda jaane us ke kamre ki si kushadgi masjid aur mandir ke aanganon mein kab paida hogi Continue Reading... Share on: