ahl-e-ulfat ke hawalon pe hansi aati hai laila majnun ki misalon pe hansi aati hai i scoff at stories of sincerity i mock the models of fidelity jab bhi takmil-e-mohabbat ka khayal aata hai mujh ko apne hi khayalon pe hansi aati hai when thoughts of love's fulfillment arise my thoughts are a source of mirth to me log apne liye auron mein wafa dhundte hain un wafa dhundne walon pe hansi aati hai by those hapless seekers i'm amused that in others, look for constancy dekhne walo tabassum ko karam mat samjho unhen to dekhne walon pe hansi aati hai favours, do not think her smiles to be she mocks them all who look on hopefully chandni raat mohabbat mein hasin thi 'fakir' ab to bimar ujalon pe hansi aati hai starry nights, in love, brought me joy i now just smile at daylight's frailty