ai chingari rakh na ban By Ghazal << bahut dinon se nazar mein... abhi KHayal-o-nazar ka gh... >> ai chingari rakh na ban phunk de mera hi daman tujh se wafa ki ummiden dekh mera diwana-pan hum dukhiyon se hans kar mil kya joban kya maya dhan mujh mein apna aks na dekh main hun ek tuta darpan Share on: