barham hain wo ghair be-haya se mangen kuchh aur bhi khuda se achchha achchha adu se miliye jao jao ji bala se kya haal kahen dil-o-jigar ka tukde tukde hai ja-ba-ja se tute kante to zakhm roe aansu tapke kharash-e-pa se rahat-talabi samajh ke ai dil aise be-dard be-wafa se matlub wahi ki jis ki fariyaad niklega kaam kya dua se ro len aao gale lipat kar fursat phir ho na ho qaza se hum tak bhi koi shamim-e-gesu itna kah dijiyo saba se guzre kya jis se jaan de de puchho to apne mubtala se dekha sab ko 'nasim' dekha khamosh bayan muddaa se