dard us ka ubhar raha hoga By Ghazal << darun-e-halqa-e-zanjir hu... dil ke luTne pe kya kare ... >> dard us ka ubhar raha hoga sara nashsha utar raha hoga band aankhon ki sard jhilon mein aks us ka sanwar raha hoga raat se sulh ho rahi hogi us ka ehsas mar raha hoga Share on: