dariya wo kahan raha hai jo tha ye shahr ka aakhiri qissa-go tha jo khak si dil mein ud rahi hai yan koi ghazal ho na ho tha ab se ye hamara ghar nahin khair pahle bhi na tha khayal to tha sabit nahin kar sakoge tum log kya mera wajud tha chalo tha donon ghadiyon par hijr ka waqt hona nahin chahiye tha so tha is khwab mein kya nahin dar-asl bas kah to diya na khwab jo tha