din mein pariyan kyun aati hain

din mein pariyan kyun aati hain
aisi ghadiyan kyun aati hain
apna ghar aane se pahle
itni galiyan kyun aati hain
bahar kis ka dar lagta hai
ghar mein chidiyan kyun aati hain
din kyun nange ho jate hain
raaten uryan kyun aati hain
sher mein ulti sidhi baaten
bol meri jaan kyun aati hain
'alwi' qabron tak jaane mein
bhul-bhulayyan kyun aati hain
This is a great hyderabadi galiyan shayari. Please share if you liked this!!!

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close