ek dua hai zindagi By Ghazal << fasle kam kiya kare koi tamam shahr ko jo sach ha... >> ek dua hai zindagi ya saza hai zindagi pur-fareb-o-pur-alam hadisa hai zindagi ek uchatta khwab hai waqia hai zindagi ahl-e-zauq-o-fikr ka falsafa hai zindagi ibtida thi zindagi intiha hai zindagi 'ashraf' us ke nam se khushnuma hai zindagi Share on: