fajar uth yar ka didar karnan shab-e-hijran ka dukh izhaar karnan agar sabit hai ai dil kufr mein tun qayamat mein yahi iqrar karnan kaha yun khol kar zulfon kun sayyaad kisi wahshi kun apna yar karnan tasawwur mein tere ai mazhar-e-rab tamasha-e-dar-o-diwar karnan tujhe saugand apne chahte ki ki apne chahte par pyar karnan na kahnan khub hai tujh zulf ki baat abas har tar ka bistar karnan 'siraj' ab ishq ki parwangi hai ki sair-e-kucha-o-bazar karnan