hain jaane-bujhe yar ham, hum sath an-jaani na kar dar se hamein durkar na jaani ye nadani na kar ek dil tha jo tujh ko diya hai aur dil jo aur le hum chahen tujh chhut aur ko ye baat diwani na kar arsh-e-ilahulalamin ja-e-adab hai khol jhad hai khana-e-dil gharq par dekh ashk tughyani na kar hain jhonpadiyan ham-sae mein mat aag in ko lag uthe nichli tu rah sine mein tuk, tuk aah jaulani na kar hum ishq tere hath se kya kya na dekhin haalaten dekh aab-dida khun na ho khun-e-jigar pani na kar aansu ke hai dariya pe aa dil ka safina tar raha ab 'azfari' mat aah bhar kashti ye tufani na kar