har KHushi ko ghamon mein Dhaala hai By Ghazal << lahu na aankh se Tapka na... chand ke des mein hai ji ... >> har khushi ko ghamon mein dhaala hai aarzuon ka bol-baala hai apna saya bhi ajnabi hoga aakhiri mod aane wala hai milna chaho to sau bahane hain warna har mod par ujala hai wasta un udas lamhon ka hum ne har hadse ko pala hai Share on: