har nae mod dhup ka sahra karwan-saz rah gae tanha saya-e-shakh-e-gul se na-manus wo koi paltu kabutar tha wo koi reshmi libas mein thi main koi phul tha jo murjhaya chandni chaar din bahut soi panchwen din khumar tut gaya machhliyan khud-fareb hoti hain ek machhere na tabsira likkha wapsi ab gharon mein na-mumkin dur tak be guman sannata aasman soch kar udan bhari chaar samton se ek khala ubhra kashtiyan sahilon pe dub chalin wo khule paniyon mein kud pada raushni ke halif bhugtenge tirgi ki jabin par likkha