har samt pukara hai aawaz nahin i sannata hai sannata tanhai hai tanhai li fart-e-masarrat se barsat ne angdai jab chand se chehre par kali si ghata chhai kuchh aisi adaon se gulshan mein bahaar i shabnam ne ghazal chhedi phulon ko hansi i dariya ke talatum mein maujon ki ye ranai bimar si kashti mein manjhi ki masihai ye meri haqiqat hai ye meri shanasai main ek tamasha hun duniya hai tamashai