hoshiyari dil-e-nadan bahut karta hai By Ghazal << jam-e-tahi lahraya humne koi ummid bar nahin aati >> hoshiyari dil-e-nadan bahut karta hai ranj kam sahta hai elan bahut karta hai raat ko jit to pata nahin lekin ye charagh kam se kam raat ka nuqsan bahut karta hai aaj kal apna safar tai nahin karta koi han safar ka sar-o-saman bahut karta hai Share on: