jannat to na pai nigah-e-yar ke pichhe By Ghazal << kashmakash yun to musalsa... jab tak mausam bit na jae >> jannat to na pai nigah-e-yar ke pichhe diwar hi thi saya-e-diwar ke pichhe har jins-e-mohabbat hai tere shahr mein lekin gahak sar-e-bazar na bazar ke pichhe nairangi-e-dauran se alag koi nahin hai kuchh war ki zad mein hain to kuchh dar ke pichhe Share on: