kahne sunne ka ajab donon taraf josh raha shahr ki baaton pe sahra hama-tan-gosh raha aankhon aankhon mein wazahat se hua kin baaten chup na mahfil mein wo baitha na main khamosh raha rakh diya waqt ne aaina bana kar mujh ko ru-ba-ru hote hue bhi main faramosh raha muddaton baad naqab us ne uthai rukh se sar-ba-sar shoala wo nikla jo siyah-posh raha thahra izhaar ki hasrat ko chhupana mushkil ban gaya bolti taswir jo khamosh raha dhup ki thi jahan faslon ko zarurat 'rahi' baadalon mein wahin suraj kahin ru-posh raha