karoDon sal ka dekha hua tamasha hai

karodon sal ka dekha hua tamasha hai
ye raqs-e-zist ki be-qasd-o-be-irada hai

ajib mauj-e-subuk-sair thi hawa-e-jahan
guzar gai to koi naqsh hai na jada hai

nashat lamhe ki wo qimaten chukai hain
ki ab zara si masarrat pe dil larazta hai

akela main hi nahin ai tamasha-gah-e-jahan
jo sab ko dekh raha hai wo khud bhi tanha hai

usi se rishta-e-dil dil usi ru-gardan
usi ko dhund raha hun usi se jhagda hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close