kya kya baithe bigad bigad tum par hum tum se banae gae chupke baaten uthae gae sar gade wo hain aae gae utthe naqab jahan se yarab jis se takalluf beach mein hai jab nikle us rah se ho kar munh tum hum se chhupae gae kab kab tum ne sach nahin manin jhuti baaten ghairon ki tum hum ko yun hi jalae gae we tum ko wo hain lagae gae subh wo aafat uth baitha tha tum ne na dekha sad afsos kya kya fitne sar jode palkon ke sae sae gae allah re ye dida-darai hun na mukaddar kyunke hum aankhen hum se milae gae phir khak mein hum ko milae gae aag mein gham ki ho ke gudazan jism hua sab pani sa yani bin in shola-rukhon ke khub hi hum bhi tae gae tukde tukde karne ki bhi had ek aakhir hoti hai kushte us ki tegh-e-sitam ke gor tain kab lae gae khizr jo mil jata hai gahe aap ko bhula khub nahin khoe gae us rah ke warna kahe ko phir pae gae marne se kya 'mir'-ji-sahab hum ko hosh the kya kariye ji se hath uthae gae par us se dil na uthae gae