laga kar ishq ka kajra nayan ko dikhaun yan seti hubbulwatan ko bazan le jaun har lahze mein ek bar ki jab lag ruh sun rishta hai tan ko rahe aalam mein us ka sair aur tair na dekhe us ke kui mastane-pan ko chaman sun dil ke aalam ko khabar nahin hamesha dekhte khaki badan ko kar aaun sair dil ke bostan ka na jawe wo kabhi hargiz chaman ko dikhaun yar ke zulfan sun yak tar na chahe phir kabhi mushk-e-khutan ko na tha aadam atha wo zat-e-mutlaq sunaun ye sada ab tujh kiran ko sadaf mein nain ke dikhlaun gauhar na rakhe aarzu durr-e-adan ko nahin gauhar wo hain jyun chand aur sur 'alimullah' jahan ke anjuman ko