lamhe-bhar mein tumne meri har KHubi ko KHam kiya

lamhe-bhar mein tum ne meri har khubi ko kham kiya
main ne kaha ki nam kiya hai tum ne kaha badnam kiya

apna kaam tha us tak jaana gardish ho ya sozish ho
us ke dar tak pahunche dastak dete hi aaram kiya

jis ke sar par taj kabhi tha fikr mein guzri us ki bhi
dekhe duniya is ulfat ne kya tera anjam kiya

likhni thi betabi dil ki 'amrit' khat mein yun likkhi
kuchh kata kuchh likkha qasid ke hathon paigham kiya


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close