main mahfil-baz ghabra kar hua tanhai wala ki sab se khul ke milna kaam hai ruswai wala faraham kar badan ki raushni apni ki mujh ko rafu hona hai aur ye kaam hai binai wala meri mitti bhi karna chahti hai mashq-e-parwaz dikhana phir use manzar wahi angdai wala