mohni aankhon ka tara tha kabhi By Ghazal << idhar kuchh aur kahti hai... wo sab ilzam mere sar pe ... >> mohni aankhon ka tara tha kabhi ek dulari ka dulara tha kabhi radhika ko jitne pyare shyam the main unhen utna hi pyara tha kabhi bhar katori chandni pita tha main chand wo itna hamara tha kabhi Share on: