na main wo raha kya se kya ho gaya kya mile tum mujhe main khuda ho gaya waqt kate na katta tha kal tak mera dil hai masruf jab se fida ho gaya ek tera nam hi bas mujhe yaad hai aaj-kal ye mera falsafa ho gaya har kisi ki zaban pe hai charche mere mano akhbar main aaj ka ho gaya us ke dar pe shab-o-roz ja baithna kaam hum se yahi ek bada ho gaya na mile aise shair zamane hue ek 'ghaalib' tha main dusra ho gaya