nain nashe ki chadhti numu par baqi badan sab jam-o-subu par chidiyan mor mamule wadi hum tum ek kinar-e-ju par likkhi gai tarikh hamari kufe tere kakh-o-ku par hum ne apni kawita gundhi mitti ki sondhi khushbu par karbal harb harawal hamla karbal aakhiri zarb adu par