nazuki hae uske honTon ki

nazuki hae us ke honton ki
'mir' ke sher se bhi nazuk thi

umr ke raste mein aa bhatki
ek khwahish abhi jo bachchi thi

us ki sab se hasin karigari
ek tum aur tumhaara shaidai

raat ke do baje sitaron ki
jaane kyon aankh lagte-lagte rahi

kal hamein zindagi se shikwa tha
aur ab maut se shikayat si

maut ke aakhiri farishte ne
phad kar phenk di meri arzi

meri majburiyon se wabasta
aaj ki sanjh phut kar roi


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close