purani yaad ki tamir Dhana bhul jata hun

purani yaad ki tamir dhana bhul jata hun
main ek ghar se nae ghar ko basana bhul jata hun

nikal jata hun dariya par pani pat ke lekin
kinare se kinare ko milana bhul jata hun

main yaron ki jafaon ko bayan karte hue aksar
main dushman ki sadaqat ko batana bhul jata hai

mere tan par qaba zakhmon ki har mausam badalti hai
labaada odhta hun aur purana bhul jata hun


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close