qarar DhunD raha hun magar qarar nahin

qarar dhund raha hun magar qarar nahin
ki ek zara dil-e-muztar pe ikhtiyar nahin

duaen karta hun didar-e-yar ki lekin
ajab ye hai ki qayamat ka intizar nahin

kabhi to us ke kahe par hi man leta tha
aur ab ye haal ki aankhon pe eatibar nahin

kabhi use kabhi mujh ko hai dar bichhadne ka
shab-e-visal kisi taur khush-gawar nahin


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close