qarar pate hain aakhir hum apni apni jagah ziyaada rah nahin sakta koi kisi ki jagah banani padti hai har shakhs ko jagah apni mile agarche ba-zahir bani-banai jagah hain apni apni jagah mutmain jahan sab log tasawwuraat mein mere hai ek aisi jagah gila bhi tujh se bahut hai magar mohabbat bhi wo baat apni jagah hai ye baat apni jagah kiye hue hai faramosh tu jise 'basir' wahi hai asl mein tera maqam teri jagah