rind ki kaenat kya hai khak tak wali koi bada ghar tak sujhta kya hai tujh ko naseh khak wo masal hai ki aaankhon aage nak pher le jis taraf gharaz chahe aadmi ban gaya hai mom ki nak lo junun ki sawari aa pahunchi mere daman pe chal raha hai chaak zar-gari aql ki maaz-allah ab khatai mein pad gaya idrak ho gaya sab lihaz adab be-baq ishq be-tab husn hai bebak garm-joshi thi aabla-pai ab na wo tap na wo tapak na tapak sher mein aa gaya hai ab ilham lao 'natiq' likhen sapak-o-amak