tere siwa kise dhundun sarab-o-sahra mein teri hi zat ka partaw har ek tamanna mein ye tishnagi to azal se hai ham-safar apni main kal pahad par tishna tha aaj dariya mein hain sard aah se jhonke hawa ke yakh-basta guzishta rut si agan bhi nahin hai barkha hai guzar guzar ke har ek lamha sang-zar hawa bhatak raha hun main yaado ke ek ajanta mein shab-e-hayat guzari sabhi ne khwabon mein hum hi ko ras na aae habab dariya mein