tumhaara nam le kar dar-ba-dar hota rahunga ki barson dagh-e-dil ashkon se main dhota rahunga tu khushiyan hi samet aur gham mujhe de de main hun na tere hisse ki ghamgini ko main rota rahunga jagaya muntazir aankhon ne barson ab ye socha ki marne ka bahana kar ke main sota rahunga mujhe bas ek lamha sochne do zindagi bhar kise pane ki khatir main kise khota rahunga mere shane thake haare hain 'azar' sochta hun kahan tak apne sar ka bojh main dhota rahunga