tumhaare jaane ke baad dilbar yahan to kuchh bhi bacha nahin hai

tumhaare jaane ke baad dilbar yahan to kuchh bhi bacha nahin hai
ki mahfilon mein chamak nahin hai ki zindagi mein maza nahin hai

wo dekho lashen padi hui hain wo khun sadkon pe bah raha hai
to aap kaise ye kah rahen hain yahan pe kuchh bhi hua nahin hai

hamare dil mein tamam hasrat wo jin ki khatir machal rahin hain
unhen to kuchh bhi khabar nahin hai unhen to kuchh bhi pata nahin hai

hazar khami hain mere andar hazar aibon mein mubtala hun
magar ai zahid jo sach kahun main to tu bhi itna khara nahin hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close