tumhein chaha sabhi ne dil samajh kar By Ghazal << apne ghamon ki baat nahin... kab KHala mein suraj ki D... >> tumhein chaha sabhi ne dil samajh kar ki dhoka kha gae manzil samajh kar ye socha tha ki ab kuchh gham milenge bahut pachhtae wo sang-dil samajh kar tamannaon ne yun jhatka hai daman makan-zist ko manzil samajh kar Share on: