un ka sabdesha lai yaad By Ghazal << duniya ka har sitam to ga... us saz ki aawaz zara bhi ... >> un ka sabdesha lai yaad wo nahin aae aai yaad sahma sahma sa aalam sharmai sharmai yaad un se nisbat ke bal par mujh se hi ithlai yaad aankhon se barsat hui baadal ban kar chhai yaad ubhre nazar karne manzar bite dinon ki aai yaad Share on: