unhen ye haT ki hum aaenge ek pahar ke liye

unhen ye hat ki hum aaenge ek pahar ke liye
mujhe ye zid ki nahin aao raat bhar ke liye

sahar hui to wahi sham ki tamanna hai
duaen sham se manga kiye sahar ke liye

asar duaon mein ushshaq ki na ho kyunkar
asar dua ke liye hai dua asar ke liye

tum apne gesu o rukh se hi puchh lo main ne
mare firaq mein jo sham aur sahar ke liye

hamein ye neamat-e-uzma-rasa na kyon milti
khuda ne ishq ko paida kiya bashar ke liye


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close