usi ki tarah mujhe sara zamana chahe

usi ki tarah mujhe sara zamana chahe
wo mera hone se ziyaada mujhe pana chahe

meri palkon se phisal jata hai chehra tera
ye musafir to koi aur thikana chahe

ek banphul tha is shahr mein wo bhi na raha
koi ab kis ke liye laut ke aana chahe

zindagi hasraton ke saz pe sahma-sahma
wo tarana hai jise dil nahin gana chahe


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close