wo mehrbani-e-yaran-e-mehrban na kaho

wo mehrbani-e-yaran-e-mehrban na kaho
hamare samne mazi ki dastan na kaho

chhupao aankh ke aansu kisi bahane se
ye raaz-e-dil hai ise to yahan wahan na kaho

jo dil dukhae kabhi dost ho nahin sakta
jo raund dale chaman us ko baghban na kaho

bhatakta chhod diya jis ne sab ko raste mein
murawwatan bhi use mir-e-karwan na kaho

bahaaren lut rahe hain tamam wo 'ambar'
hamein ye hukm khizan ko bhi tum khizan na kaho


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close