wo talluq zindagi jis mein raha bil-wasta main us samet ek din sipurd-e-taq-e-nisyan ho gaya main bas yahi mausam tha aisa hi saman tha yaad hoga taq-e-jaan mein shama ek raushan hui aur bujh gaya main ek din aisa ki thi qurban us par jaan si shai bhi ek din rone laga ek shakhs se ba-qaeda mein dastan-e-gham meri sunne ko ek samea mila jab qahqahe pahle lagae aur phir chup ho gaya main sham-e-mimbar par fazilat ke bahut sanjida farhan subh-dam afsurdagi ke farsh par bikhra hua main wapsi ki rah kyun milti nahin hai sath walo garche is bazar mein aaya gaya hun barha main