yaad teri yaad hai nam-e-KHuda By Ghazal << zahir tu hai to main niha... wo pairahan-e-jaan mein j... >> yaad teri yaad hai nam-e-khuda warna hum kya aur hamari yaad kya sadr-ara to jahan ho sadr hai aagara kya aur allahabad kya mabda-e-fayyaz ke shagird ko hajat-e-amozish ustad kya ek kasauti hai tere kirdar ki martaba kya mal kya aulad kya Share on: